Toone mujhe bulaayaa
Sheraawaaliye, main aaya
main aaya Sheraawaliye
O Jyotaanwaaliye,
Pahadaanwaaliye, O
Mehraanwaaliye || Toone || Saara jag hai, ek banjara, sabki
manzil tera dwaara,
Oonche parvat lamba rasta -2,
par main na rah paya
Sheraawaaliye |
Main aaya main aaya Sheraawaliye ||
Soone man mein jal gai baati,
tere path mein mil gaye
saathi,
Toone sabko darshan dekar -2,
apne gale lagaya Sheraawaaliye |
Main aaya main aaya
Sheraawaliye ||
Kaun hai raja, kaun bhikari, ek
barabar tere saare pujari,
Munh kholun kya tujh se maangun -2, bin maange sab
paaya Sheraawaaliye |
Main aaya main aaya
Sheraawaliye || |