Jara Prem Se Bolo
Jai Mata Ki Jara Jor Se Bolo
Jai Mata Ki Are Mil Ke Bolo
Jai Mata Ki Bhai Dil Se Bolo
Jai Mata Ki Maa Par Utare
Jai Mata Ki Maa Kast Niware
Jai Mata Ki Mol Ni Lagata
Jai Mata Ki Hoto Par Sajta
Jai Mata Ki Are Taali Baja Ke
Jai Mata Ki Jara Sheesh Jhuka Ke
Jai Mata Ki Aate Jate
Jai Mata Ki Tum Karo Na Bate
Jai Mata Ki Are Bol Re Bhakta
Jai Mata Ki Tera Kuchh Nahi Ghatta
Jai Mata Ki Are Aaage Walo
Jai Mata Ki Peechhe Walo
Jai Mata Ki Aayiye Tali Baja Kar Mere
Saath Boliye Maa Shero Wali
Jai Mata Ki Maa Meharo Wali
Jai Mata Ki Maa Ast Bhuji Hai
Jai Mata Ki Kya khoob Saji hai
Jai Mata Ki Maa Aadi Bhawani
Jai Mata Ki Maa Jag Kalyani
Jai Mata Ki Hai Share Savari
Jai Mata Ki Lagti Badi Pyari
Jai Mata Ki Maa Chakra Dharni
Jai Mata Ki Kast Harani
Jai Mata Ki Sabki Rakhwali
Jai Mata Ki maa bholi Bhali
Jai Mata Ki Maa vaishnav Rani
Jai Mata Ki Ambe maharani
Jai Mata Ki Ma Deke Darshan
Jai Mata Ki Kardengi Pawan
Jai Mata Ki |